Sunday, February 5, 2012

oonch neech hai madhyam baani,ek pawan ek hai paani,ek matiya ek kumharaa.ek saban ka sarjanharaa,ek chaak sab chitra banayaa
aaya hai so jayegaa raja rank faqir,koi sinhasan chadh chale koi baandh chale zanjeer
nahaaye dhoye kya huwa,jo man me mail samaaye,meen sada jal me rahe,dhoye baas na jaaye

meen=fish man=heart mail =dirty